Sapne Or Hakikat

👉👉Sapne Or Hakikat..... Yahi aaj ka, bola jaye to ek muda ban sa gaya hai, 
       Har Mata Pita, apne bache se yahi kehte hai ki beta safal wo hota hai jo sapno ko hakkikat m badalta hai..... Ye bat kahi bache ache se samjte hue puri bhi karte hai or sapne Or  hakikat ko ek kar dete hai yani Sapna = Hakikat. 
      Lekin ese bhi kuch bache hote hai jo sapne Or hakikat ek nahi kar pate yani Sapne = Hakikat nahi kar pate. Balki wo sapne se pare hakikat m sari zindagi bita jate hai or mehnat wali safalta inko milti hai, 
     Lekin kya ye sahi nhi hota ki ye bhi un bacho m se hote jinne sapne Or hakikat ek kar di yani safalta =Hakikat, Or sayad do pal ki safalta bhi pale wo bhi bina mehnat ke. 
     Ab bat to yaha par ye aati hai ki konsi safalta sahi hai, kiska nazaria sahi hai, kya ham sapno Or hakikat ko ek karenge ya fir sapno ko hakikat m badal denge..... 
   
     Ab fesla toh hamara hi hoga ki ham kya chununge.... 
      Sapne = Hakikat      Or      Sapne ➡Hakikat  ?